Hello,doston mai sarvshakti singh ap logon ka swagat karta hu.Dosto aj hum ek aisi topic par bat karege.jo hamare jivan ka yaadgar pal ho sakte hai.to ayiye shuru karta hu.sabse pahle to hum apane bachpan ke un palon ko kabhi nahi bhulna chahege.jis samay humein kisi bhi cheez ki chinta karne ki jaruraSt nahi padti thi.
Bachpan ke bite din :
Bachpan ke wo din jab hamare dwara kiye gaye.galatiyo ko bhi maaf kar diya jata hai.us samay bas har koi humein apane god mai lekar khilana chahta tha.jab hum koi galti karte bhi the.to ghar ke bade log pyar se samjha diya karte the.
agar galti se kahi khel - khel mai humein chot bhi lag jati thi,to saare ghar ke log hamare liye.parshan ho jate the.bechari maa bhi pareshan ho jati thi.chahe koi garib ho ya paise wale ghar se ho sabko sabse achha apana bachapan hi lagta hai.
School ke din :
Shayad hi koi bachha aisa hoga.jo bachpan mai bina daat - fatkar ke school padhne gaya ho.kyuki bachpan to sirf khelna achha lagta hai.bhale hi ghar wale kahe ki "Padh le beta tabhi aage chalkar Doctor ya Engineer banega..."
magar khel ke age kaha kuch sujhata tha.sath hi school mai bhi itana homework mil jata tha.jise dekhkar hi chakkar ane lagta.ye samjh lo ki ab se dheere - dheere sukh ke din jaa rahe hain.ghar walon ka bhi yahi kahna tha.ki is baar tujhe achhe marks laana hai.chahe kuch bhi ho jaaye....hehehe.
bachha bechara to gaya kaam se.
Collage ke din :
School mai to thoda bahut padhne ka man bhi karta tha.magar collage mai akar to bilkul bhi man nahi karta.magar kya kare?apani life banani hai.to padhna to padhega hi.
Collage ki life har ek ki alag hoti hai.koi classroom mai baithkar padhta.to koi class ke bahar ghumata.jinko lover mil jate.wo log unke sath samay bitate aur jinko nahi milte the.wo log unko dekhkar taane marte.kahte ki " kaise - kaise log hai,ghar wale padhne ke liye bhejate hai.lekin ye log apne lover ke sath enjoy kar rahe hain..."
wo baat alag hai.ki jo taane marte the.unko bhi agar koi love karne wala/wali mil jaati.to bhi saara din apane lover ke saath ghumnte.
Shaadi ke baad :
Shaadi ko lekar har kisi ke man mai sirf ek hi sawal hota hai.ki unke life partner kaise hoge? shaadi ke din to sabhi log bahut khush rahte hain.jiski shaadi hoti hai.wo yr sochkar khush hota hai.ki ab mai apane dil ki baat kisi khas ke saath share to kar sakta/sakti hu.Rishtedaar bhi khush hote hain.ye sochkar ki chalo itane dino ke baad kuch to achha khane ko milega.itane din se ghar ka khana khaa kar bor ho gaye the.
Dost yaar bhi khush hote hain.ye sochkar ki chal kam - se - kam iski shaadi to hui.shaadi ke baad adami shukhi rahta hai ya dukhi pata to chal jaayega.
Budhape ke din :
Budhapa ek aisi awstha hai.jaha log lachaar ho jaate hain.chaahe wo kitne bhi paise waala hi kyu na ho.budhape mai log sharirik aur mansik se kamjor ho jaate hai.kai log arthik roop se bhi kamjor ho jaate hain. na chahte hue.bhi humein dusaro ke sahare ki jarurt pad jaati hai.
koi kitna bhi balwaan ho ya buddhimaan ho.budhape mai use use puri tarh dusro ke ho hi jaata hai.isliye mai yahi kahuga.ap log jindagi ko khulkar jee le.kyuki agar samay nikal gaya.to dubara khulkar jine ka samay shayad hi aye.iske saath hi apane bachho ko aisa sanskar bhi de dena.jisse wo budhape mai apka sahara ban sake.
ap logon ne apana kimati samay dekar jo ye mera post padhe.usake liye..Bahut.....Bahut....Dhanyanwaad.

No comments:
Post a Comment