Hello, doston mai Sarvshakti singh ap sabhi ka swagat karta hu.aur aj hum janege ki " Duniya kya sochati" , hum aur ap kya sochate hain?Ji haan aj hum logo ke soch se jude bato ke baare mai janege.aur saath hi ye janenge ki hum kaise sochate hain.
Hum apane dimag ka istamal kaha-kaha aur kaise - kaise kar sakte hain.to ayiye dikhate hai.apane dimag se judi kuch ashchary janak baatein.
Doston insan ka dimag jo ki hamare sharir ke 2% hissa hota hai.jo ki aur bhi kisi janwar se jyada hota hai.yaha tak ki hathi ka dimag uske sharir ke 0.15% hota hai.insan ke dimag ke baare mai ek aur janne yog baat.yah hai ki hamara dimag.hamare sharir ka 2% bhag hone par bhi wo hamare mai 20% oxygen leta hai.
Insaan ke dimag ka wajan lagbhag 1500gram hota hai. Lekin ye koi fix nahi ki insaan ka dimag
1500gram hi ho.isse kam ya jyada bhi ho sakta hai.
Sabse bhari dimag ek Russian lekhak ( Lewin ruhnu) ka tha. Lekin ap ek baat jan le ki dimaag wajan se dimag par koi asar nahi padata. Albert Einstein ke dimag ka wajan 1230 gram ka tha.jo ki normal insan se kam tha.
Hamara dimag 75% pani se bana hua hai.
Apko shayad na pata ho.mgr insan ka dimag bijali bhi paida kar sakta hai.jab ap jaag rahe hote hai.tab apka dimag 10-24 bolt bijali paida karta hai.jo ki ek bulb ko jalane ke liye kafi hai.
Insaan ka dimag 4-5 sal tak ki age 95% tak devlop ho jata hai.aur 18 sal hone tak 100% ho jata hai.mgr 40 sal ke bad ye sikudne lagta hai.
Sharir mai kahi bhi chot lagne se dimag pratikriya karta hai jisse humein dard hota hai.mgr dimag ke andr dard ki koi nas nahi hoti.isiliye dimag mai kabhi dard nahi hota.
Ek normal insan ke dimag mai ek din mai lagbhag. 60000 vichar ate hain.jisme 70% to negative hote hain.lekin agr hum koshish kare .To ise positive bhi bana sakte hain.
Ek akade se ye pata chala hai .Ki ek din mai hum.20000 baar apni akh ke palak ko jhukate hain .1 second ke 16 hisse ke barabar speed mai hum apani palak ko jhukate hain.us hisab se hum 20min. ke liye andhe ho jate hain.jab ki aisa hota nahi.kyuki hamara dimag us cheez ka image bana leta hai.
Dimag ka har hissa alag-alag kaam ke liye.upayog kiya jata hai.
Jab hum haste hain.to hamare dimag ka 5 hissa ek saath kaam karte hain.
Agar hamare dimag ko 4minutes tak oxygen na mile.tab bhi wah kaam kar sakta hai.mgr usse jyada hua.to dimag damage ho sakta hai.
Amygdala ye dimag ka wo hissa hai.jiske karan humein dar lagta hai.agr hum ise nikal de to humein bilkul bhi dar nahi lagega.
Dimag mai aur bhi kuch aise hisse hain.jinhe nikalne ke baad bhi memory par koi asar nahi padata.

No comments:
Post a Comment